What is DDos attack and botnet
Aoa Ddos ek tarah ka denial of service atack hai iss attack me hacker ko his bhi website PR attack karna hota hai uspr bhut sare IP ke dwara attack kiya jaya hai jaise ki kisi website par ek baar me 100 users ko aane ki ijjazat hoti hoti hai agar 100 se adhik users aa jaye to website ka server down ho jata hai jaha take main janta hu to hackers iska istemial kisi bhi website PR botnet se uska website PR server down kar dete hai Aisha hone PR haers usse paise mangte hai us website ko free karne ke liye iss me hacker website me over trafic bhejti hai jisse server down ho jata hai DDos attack se kaise bache? Ddos attack se bachne ke liye kisi ko apna IP pata nhi lgne de aur kisi anjaan ko apna computer istemall na karne de Aur me Apko ye hi suggest krunga ki annan bheji gyi file ko open na kare kyki usme botnet virus ho sakta h aur Aap kisi galat chakkar me phas sakte ha Botnet kya hota hai? Botnet ek tarah ka hackers dwara banaya gya programe hota ha...