How to delete msgs or conversation on fb

     Step - 1

Sabse pehle apne Facebook account me log in kare. browser ma

Step - 2

Ab jis friend ka conversation ya message ko delete karna chahte hain us conversation ko open kare.

Step - 3

Conversation ko open karne ke baad  niche chat option me jaye.

Step - 4

Ab chat option me se delete selected par click kare.
Delete selected par click karne se conversation me jitna bhi message hai sab delete option ke saath aayega.

Step - 5

Aab conversation ke saare message me delete option agaya hai.
Jis message ko delete karna chahte hain us message ke delete option par click kare.

Ye lijiye aapka message delete ho gaya hai.

Aur conversation ko delete kare

Conversation ko delete karne ke liye chat option me se delete par click kare.
Delete par click karne ke baad confirm kare.

Ye lijiye aapka conversation delete ho gaya.

Note :- iss baat ka dhyaan rakhiye ki jiss friend ki message aur conversation ko delete kiya hai. Wo sirf aapka inbox ki conversation aur message delete huaa hai.

 Apka friend ki account ki inbox 📩 me jo message send aur receive kiya hai wo messages delete nahi hota hai.            yh bi dekho    FB VERIFY KIASE KRTY HAIN                             APNY DOSTON K SATH SHARE KRO HR HIK KO BTIO APP KI MHRBANI MRA MQSAD H HR EK BNDA SB KUCH KRNA KHUD SEKH JYE APP SITE KA LINK DY DIA KRO I HOPE US KI HELP HOJYE GII DYON MA YAD RAKHNA KOI PROBLEM AYE TU COMMNT KR KY PUCH LIA KRO ALLAH HAFIZ 🎎AW WATTOO🎇

Comments

Popular posts from this blog

(only in 10min)How to make full blank name facebook account in 2018 100% working methed (blank everywhere lite browser or fb app full blank)

How to make working Fake id card for facebook verifcation /How to make proof for fb verifcation

fb magic code