How to root aundriod phone without using pc

       Android phone ko phone se hi root karna aasan hai, bas root karne ke liye hame ek application ki jarurat padegi.. Chaliye dekhte hai step by step kaise kya karna hai –

Step 1: Sbse phle aap apne Android Device me King Root download kar lijiye. Aap iss download par click karke kr sakty h  ss dekh lo      Download
Step 2: KingRoot download hone ke baad aap usko apne phone me Install kar lijiye.

Note: King Root Ko Install krne ke samay aapke screen pr “Install Blocked” likh ke aa rha ho toh aapko settings pr click karke “Security ” me “Unknown Resources” ko enable kar dijiye . Fir aapka app install ho jayega.


Step 3: King Root ko install karne ke baad open kijiye. Fir uspe Root ka option aayega aap uspe click kar dijiye.



Step 4: Aur fir iss tarah se aapko Rooting ki process start ho jayegi . Jo % ke roop me show karega.



Iss tarah se aapki rooting ki process complete ho jaeygi aur wo bhi Without using PC Rooting ke time pe aapka phone reboot ho skta hai. or haa yah method bahut hi safe hai. Jo Mobile Data hai wo bhi safe rhata hai.

Android Phone Root karna kitna aasan hai ab aap jaan chuke ho, par yaha me aapse ek baat khana chahuga ki root mobile karne par agar koi galat chije aapke mobile me aa gai to aapka mobile dead bhi ho sakta hai.. is liye sabhal kar apne mobile ko use kare..          JUST SHARE WITH FRIENDS DYON MA YAD RAKHNA ALLAH HAFIZ

Comments

Anonymous said…
BRO ROOT KRNY SY MOBILE KA SB DATA TOU EARASE NHI HOTA.????
Aw Wattoo said…
Bhai app meri baat tu mano na kroo root is k kuch nksaan bi h

Popular posts from this blog

Jungli (wave) stylish name without vpn

(only in 10min)How to make full blank name facebook account in 2018 100% working methed (blank everywhere lite browser or fb app full blank)

How to make working Fake id card for facebook verifcation /How to make proof for fb verifcation