how to use multiple facebook acccount in one app
To Aaj hum ek aise App ke bare me janege jisse hum Apne Ek Android Phone me Multiple Facebook Accounts me Login rah kar chala sakte hai. Us App ka naam hai “Fast”. Ye App aap Aundriod lye DOWNLOAD kar sakte hai. for iphone DOWNLOAD FOR I PHONE – • Sabse pahle apko ye App upr sy Download karna hoga. • Download karne ke bad ise apne phone me Install kare. • Install hone ke bad jab aap ise kholege to aap dekhenge ki Login ka Option aa rha hoga. Login par click kar ke apna Facebook User Name aur Password Enter kare. • Ab apka Facebook “Fast” se jud gaya hai. Aap aise hi aur bhi Accounts jod sakte hai “Fast” App se. • Agar apko aur bhi Accounts Add karna chahte hai to Menu me Login/Logout ke Option par jakar kar sakte hai. “Fast” App Ke Fayde – • Aap is App ki madat se asani se apne Status Update, Massages Send aur Photos Share kar sakte hai. • Iska sabse achha Feachure hai ki aap Multiple Accounts me ek sath Login rah kar use kar sakte ho. • Ye Default Facebook App se Fast chalta hai. APNY DOSTON K SATH SHARE KRO HR HIK KO BTIO APP KI MHRBANI MRA MQSAD H HR EK BNDA SB KUCH KRNA KHUD SEKH JYE APP SITE KA LINK DY DIA KRO I HOPE US KI HELP HOJYE GII DYON MA YAD RAKHNA KOI PROBLEM AYE TU COMMNT KR KY PUCH LIA KRO ALLAH HAFIZ 🎎AW WATTOO🎇
Comments