How to make png
Png bnana bhut ahsaan h just follow step Step: 1 - Ab aapko Ek app Download Karna Hai Jo ki aap Yaha Se Download kar le
DOWNLOAD HERE
Download Hone Ke Baad Aage ke Step Kare..
Step: 2 - Ab Aap phonto app open karo
Jab aap App open karoge To Wah Blank Rahega Phir Apko Apne Phone Ke Jo Home Button hai Left Side Ka 1st Button press Karna Hai Phir Apke Paas bhi Yah Setting Ka Option Hoga Ab Aap Ispar Click Kare..
Step: 3 - Ab New Page Open Hoga
Apko Output Format Par Click karna hai
Step: 4 - Ab page open hoga Ab Aap PNG par Click Kare Or Phir Phonto App ke Home Page Par Aa Jaye..
Step: 5 - Ab Aap Phonto App Ke Home Page Par Ho..
Apni Gallery Open kare Or Ab Apko Yaha Par yh Image Select Karni hai jo ma dy rha hn ↓ Hehe nazr nh arhi Yar click tu kro mljye gii
Step: 6 - Ab Aapko upr wali image Select karne ke bhd
Upar Diye Gye Icon Par Click Kare
Step: 7 - Ab Aap ye page ko Dekhenge
App Text Likhe Jo Bhi Aap Likhna Chahe...Text Likhne Ke Baad Niche Done Par Click Kar De
Step: 8 - Jab aap done Karoge to Ye Page Opne Hoga..
Ab Aapko 6 Option Dikhenge Jinparaine Red Box Kiya Hai Ab Aapko Mai In Sabka Matlab Btaunga...
1 - Text - Text mai Click karke aap usko change kar sakte ho jo aapne likha hai jaise Maine Tricks Hindi me Likha hai...
2 - Font - font par click karke aap font change kar sakte ho aap apni marzi se koi sa bhi font select kar sakte ho...
3 - Style - Style par Click karke Aap text Ka Color Change kar sakte hai apne pasand ke
4 - Size - Ispar Click karke Aap Text ka Size Kam Ya Jyada kar Sakte hai
5- Tilt - ispar click karke Aap Text Ko Ghuma Sakte Hai.
6- Move - Move par Click karke Aap Text ko Apni Marzi Se Lga sakte Hai Photo ke bich ya last par...
Step: 9 - Ye sab Karne ke Baad Apke Samne Aisa Page Hoga
Ab Aap Upar Right Side Mai Save ke icon par Click kar De Bas Ab Aapki Png Ban Chuki Hai DONE DYON MA YAD RAKHNA ALLAH HAFIZ

Comments